Hello friends Best Help World me apka welcome hai.aaj ki hamari post hai window 7 activate kaise kare.window 7 ko kaise activate kiy jata hai iske bare me hamne is post me jankari di hai.agar aap janna chahte hai ki window 7 activate kaise kare to is post ko last tak read kare apko pura proccess pata chal jayega.
Computer ki window activate karna bahut jaruri hota hai.agar ham apne computer ki window activate nhi karte to hame bahut problems hoti hai.hame apne computer me bahut mushkilo ka samna karna padta hai.ham apne computer ki problem se tang aa jate hai.chaliye jante hai kon ko si problem aati hai deactivated window se and window 7 activate kaise kare .
Android App Computer Me Kaise Chalaye
Computer ki window activate karna bahut jaruri hota hai.agar ham apne computer ki window activate nhi karte to hame bahut problems hoti hai.hame apne computer me bahut mushkilo ka samna karna padta hai.ham apne computer ki problem se tang aa jate hai.chaliye jante hai kon ko si problem aati hai deactivated window se and window 7 activate kaise kare .
Android App Computer Me Kaise Chalaye
Window 7 Activate Na Hone Se Kya Problems Hoti Hai ?
1.Pc Bar Bar Hang hone lagta hai
2.Desktop me kabhi kabhi black screen aa jati hai
3.Ham koi kaam thik se nhi kar pate
4.Computer Bar Bar dump Hota hai
5.Computer me virus aane ki sambhavna bhi bad jati hai
Chaliye Ab jante hai Window 7 Activate Kaise Kare
Window 7 Activate Kaise Kare ?
Step1:-
Sabse pehle is link par click karke windows Loader Ko Download kare
Step2:-
Ab Us download Kiye huye folder ko open Kare but open karne se pehle folder ke sath ek password file bhi download huyi hogi usko kholkar password copy karle
Step3:-
Uske baad window 7 loader folder ko open kare
Step3:-
Usme window loader ka ek app hoga usko open kare
Step4:-
Open karne ke baad apse password pucha jayega aap vo copy kiya huya password usme paste karde
Step5:-
Ok Par Click Karde
Step6:-
Ab apke samne ek box open hoga usko yes karde
Step7:-
Ab ek Dialog Box Open hoga Vaha Install Par click karde
Step8:-
Ab apki window load and activate hone lagegi 1 minute ke baad ye activate ho jayegi
Step9:-
Ab apse restart karne ko bola jayega
Step10:-
Restart ke option par click karde
Ab restart hone ke baad apki window 7 fully activated ho jayegi.agar aap check karna chahte hai ki window avtivate huyi ya nhi to ye steps follow kare
Window 7 activate huyi ya nhi kaise check kare ?
Step1:-
Computer ke desktop par my computer par mouse ka right click kare
Step2:-
Uske baad properties par click karde
Step3:-
Ab mouse scroll karke neeche jaye aur apko vaha apki window ki product ki dikhai degi aur aap uske neeche dekhenge ki likha hoga window activated.jaise picture me dikhai de raha hai
To friends aaj ki is post me hamne jana ki window 7 activate kaise kare.apko ye post kaisi lagi comment karke jarur bataye aur agar apko koi aur jankari chahiye to neeche comment box me comment kar sakte hai aur is post ko share karna na bhule.
No comments:
Post a Comment